Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaved Akhtar
HomeJaved Akhtar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan chhan chhanan choodi bole san sanan purwaa dole gunje ye dharti aur gagan paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan chhan chhanan choodi bole san sanan purwaa dole gunje ye dharti aur gagan paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan kabhi chalti ho chham chham kabhi chalti ho tham tham dhadaktaa dil hai dham dham jo pyaar mein nadi beheti hai jhar jhar hawaa keheti hai sar sar hai phaili baat ghar ghar bekaar mein goriyaan gaayen gun gun saajnaa jhoome sun sun pyaar mein khoyi hai ye mann paayalen chhunmun chhunmun jhaanjaren runjhun runjhun kitna madhur hai ye milan ye bainyaan gori gori main thaamun chori chori zaraa sun ori ori sun to zaraa rahe tu meheki meheki chale tu beheki beheki lage tu lehki lehki mujhko sadaa laaun main kaliyaan chun chun baaje ek taraa tun tun dono hi sunke ho magan paayalen chhunmun
palkon ke tale jo sapne pale jaanam wo sapne to sach ho gaye palkon ke tale jo sapne pale jaanam wo sapne to sach ho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan dil ki raahon mein teri baahon mein aaye hum to jaanam hum kho gaye dil ki raahon mein teri baahon mein aaye hum to jaanam hum kho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan ye aasmaan hai ke tune lehraaya hai neela aanchal hoooo dharti hansi hai ki tune chankaayi hai apni paayal tere pyaar ke ye baadal ghane barse to dil ke saath ghum ho gaye ye hua hai jo wo hona hi tha humaara tumko to hona hi tha ye hua hai jo wo hona hi tha tumhaara humko to hona hi tha jaanejaan jaanejaan resham si hain naram raahen chhaye hain phoolon ke saaye hoooo aisi nashili fiza mein dil kyun behek hi na jaaye dekho ye nasha hai badhne
panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo hum dono panchhi hote tairte hum is neele gagan mein pankh pasaare saari dharti apni hoti apne hote saare nazaare khuli fizaaon mein udte khuli fizaaon mein udte apne dilon mein hum saara pyaar samoke panchhi nadiyaa pawan ke jhonke koi sarhad na inhein roke sarhadein insaanon ke liye hai socho tumne aur maine kya paaya insaan hoke jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota jo main hoti nadiyaa aur tum pawan ke jhonke to kya hota pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain lehrein hi lehrein banti hain hum dono jo hum dono jo milte to kuchh aisa hota sab kehte ye leher leher
hum logon ko samjh sako to hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani apni chhatri tumko dete kabhi jo barse paani kabhi naye packet mein benche tumko cheez puraani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani thode anaadi hai thode khilaadi ruk ruk ke chalti hai apni gaadi thode anaadi hai thode khilaadi ruk ruk ke chalti hai apni gaadi humen pyaar chaahiye aur kuchh paise bhi hum aise bhi hain hum hain waise bhi hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani ulti seedhi jaisi bhi hai apni yahi kahaani thodi hum mein hoshiyaari hai thodi hai naadaani thodi hum mein sachchaayi hai thodi beimaani aankhon mein kuchh aansun hain kuchh sapne hain aansun aur sapne donon hi apne hain aankhon mein kuchh aansun hain kuchh sapne hain aansun aur sapne donon hi apne hain
phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye chhodiye dushmani ki ravish chhodiye dushmani ki ravish ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye ab zara muskuraa dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye baat afsaana ban jayegi baat afsaana ban jayegi is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye is kadar mat hawa dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye aayiye khul ke miliye gale aayiye khul ke miliye gale sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye sab takaluf hata dijiye hosh mere uda dijiye hosh mere uda dijiye phir nazar se pila dijiye phir nazar se pila dijiye kab se mushtaak didaar hoon kab se mushtaak
maine jise abhi abhi dekha hai kaun hai woh anjaani use jitna dekhun utna sochun kya use main keh doon maine jise abhi abhi dekha hai kaun hai woh anjaani maine jise abhi abhi dekha hai kaun hai woh anjaani woh hai koi kali ya koi kiran ya hai koi kahani use jitna dekhun utna sochun kya use main keh doon pretty woman pretty woman dekho dekho na pretty woman pretty woman dekhte ho na pretty woman pretty woman tum bhi kaho na pretty woman ho maine jise abhi abhi dekha hai kaun hai woh anjaani woh hai koi kali ya koi kiran ya hai koi kahani use jitna dekhun utna sochun kya use main keh doon pretty woman dekho dekho na pretty woman pretty woman dekhte ho na pretty woman pretty woman tum bhi kaho na o pretty woman sone ka rang hai sheeshe ka ang hai jo dekhe dang hai kya kahun hairaan main bhi hoon yeh kya andaaz hai itna kyun naaz hai is mein kya raaz hain kya kahun hoo woh to pal mein khush hai pal mein khafa badle woh rang har ghadi par jo bhi dekhun roop uska lagti
pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ranj aur dard ki basti ka main bashinda hoon ye to bas main hoon ke is haal mein bhi zinda hoon khwaab kyun dekhoon wo kal jis pe main sharminda hoon main jo sharminda hua tum bhi to sharmaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi kyun mere saath koi aur pareshan rahe meri duniya hai jo veeran to veeraan rahe zindagi ka ye safar tum pe to aasan rahe humsafar mujh ko banaogi to pachhtaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi ek main kya abhi aayenge deewane kitne abhi goonjenge mohabbat ke tarane kitne zindagi tumko sunayegi fasane kitne kyun samajhti ho mujhe bhool nahin paaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi pyaar mujh se jo kiya tumne to kya paaogi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ah ha ha aa aa aa aa aa door kahin ek aam ki bagiya door kahin ek aam ki bagiya bagiya mein hai thandi chhaaon chhaaon mein ek kacha rasta raste mein pyaara sa gaaon gaaon mein ek chhota sa ghar ghar mein ek ujla sa aangan aangan mein chandan ka palna palne mein chanda sa munna munne ki aankhon mein nindiya door kahin ek aam ki bagiya bagiya mein hai thandi chhaaon chhaaon mein ek kacha rasta raste mein pyaara sa gaaon neele neele aasmaan mein taaron ka hai ek nagar jagmag jagmag ek taare par ek shehzaadi ka hai ghar chupke chupke raat ko uth ke dhyaan se dekhe koi agar jhilmil jhilmil hai taare mein us shehzaadi ke zevar shehzaadi ithlaaye shehzaadi ye gaaye door kahin ek aam ki bagiya aadhi raat jab ho jaati hai jab duniya so jaati hai taaron se shehzaadi utar ke munne ke ghar aati hai meethe meethe saare sapne apne saath wo laati hai sote munne ki palkon pe yeh sapne wo sajaati hai sirhaane wo aaye haule se wo
dil ne kaha chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se titliyon se suna titliyon se suna maine kissa baag ka baag mein thi ik kali sharmili anchhue ik din manchalaa bhanvra aa gaya khil uthi wo kali paaya roop naya poochhti thi kali ye mujhe kya hua phool hansa chupke se pyar hua chupke se maine baadal se kabhi o maine baadal se kabhi ye kahaani thi suni parbaton ki ik nadi milne sagar se chali jhumti ghumti ho naachti dolti kho gayee apne saagar mein jaake nadi dekhle pyar ki aisi jadugari chaand khila chupke se pyar hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan dholuna dholuna
raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum kahaan se aayi ho kis nagar ko jaaogi tum kahaan se aayi ho aa aa aa aa aa kis nagar ko jaaogi aa aa aa aa sochta hoon main hairaan chaand jaisa yeh chehra aa aa aa aa raat jaisi ye zulfen aa aa aa aa hain jagaaye sau armaan ik nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai uski narm kirnon mein tumko dekhtaa hoon to dil dhadak sa jaata hai dil dhadak sa jaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagata hai aa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri iss tanhaayi mein mere iss viraane mein meri iss tanhaayi mein aa aa aa aa mere
raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai raat mehke to yun bhi hota hai ujla maatha madhur madhur chitwan rang ka sona roop ka chandan ras ka saagar hai jaise tera badan mann mein ek kaamna sanjota hai raat mehke to yun bhi hota hai hmmmmm hmmmmm hhmmmm hmmmm hmmm hmmm saat rangon ne li hai angdaayi saans mein ghul rahi hai shehnaayi raat ki har ghadi hai yun aayi jaise moti koi pirota hai raat mehke to yun bhi hota hai chehra jhalka sarakte aanchal mein chaand chhalta hai jaise baadal mein mann hai kya jaane kaisi halchal mein ab mera chain mujhse khota hai raat mehke to yun bhi hota hai chaand dharti pe aake sota hai
madhuban mein jo kanhaiya kisi gopi se mile kabhi muskaaye kabhi chhede kabhi baat kare radha kaise na jale radha kaise na jale aag tan man mein lage radha kaise na jale radha kaise na jale madhuban mein bhale kanha kisi gopi se mile mann mein to radha ke hi prem ke hain phool khile kis liye radha jale kis liye radha jale bina soche samjhe kis liye radha jale kis liye radha jale hoo gopiyaan taare hain chaand hai radha phir kyun hai usko bisvaas aadha ho gopiyaan taare hain chaand hai radha phir kyun hai usko bisvaas aadha kanha ji ka jo sadaa idhar udhar dhyaan rahe radha bechaari ko phir apne pe kya maan rahe gopiyaan aani jaani hain radha to mann ki raani hai gopiyaan aani jaani hain radha to mann ki raani hai sanjh sakhare jamuna kinare radha radha hi kanha pukare hoi hey hoi hey baahoon ke haar jo daale koi kanha ke gale aag tan man mein lage radha kaise na jale radha kaise na jale mann mein hai radhe ko kanha jo basaye to kanha kaahe ko usse na bataye prem ki
raftaa raftaa dekho dekho kya ho gaya raftaa raftaa raftaa raftaa dekho dekho kya ho gaya raftaa dekho raftaa raftaa raftaa dekho dekho kya ho gaya raftaa raftaa raftaa raftaa dekho dekho kya ho gaya raftaa dekho raftaa raftaa raftaa jo thaamega na tera hua raftaa raftaa mera afsaana tera hua dil udaas tere ishq se aashnaa raftaa raftaa jo thaamega na tera hua raftaa raftaa mera afsaana tera hua dil udaas tere ishq se aashnaa raftaa raftaa jo thaamega na tera hua raftaa raftaa dekho dekho kya ho gaya raftaa raftaa raftaa raftaa dekho dekho kya ho gaya raftaa dekho raftaa tu hai meri subho mein tu hai meri raaton mein tujhse aur kya kahoon tu agar hai to main hoon sirf waham hai mera yaa ke tera jaadoo hai lagtaa hai ke phoolon mein sirf teri khushboo hai dil udaas tere ishq se aashnaa raftaa raftaa jo thaamega na tera hua raftaa raftaa mera afsaana tera hua lamha lamha tere bin zindagi adhuri thi tujhko paa ke jaana hai kitni tu zururi thi chaand taare dekho to ye
rim jhim rim jhim room jhoom room jhoom bheegi bheegi rut mein tum hum hum tum chalte hain chalte hain bajta hai jal tarang teen ki chhat pe jab motiyon jaisa jal barse boondon ki ye jhadi laayi hai woh ghadi jiske liye hum tarse ho bajta hai jal tarang teen ki chhat pe jab motiyon jaisa jal barse boondon ki ye jhadi laayi hai woh ghadi jiske liye hum tarse rim jhim rim jhim room jhoom room jhoom bheegi bheegi rut mein tum hum hum tum hooo chalte hain chalte hain baadal ki chadarein ode hai waadiyaan saari dishaayein soyi hain sapnon ke gaaon mein bheegi si chaanv mein do aatmayein khoyi hain ho baadal ki chadarein ode hai waadiyaan saari dishaayein soyi hain sapnon ke gaaon mein bheegi si chaanv mein do aatmayein khoyi hain rim jhim rim jhim la la room jhoom room jhoom la la bheegi bheegi rut mein haaa haaa tum hum hum tum hooo chalte hain chalte hain aayi hai dekhne jheelon ke aaine baalon ko khole ghataayen raahen dhunwaa dhunwaa jaayege hum kahaan aao yahi reh
hey whats with you baby i never never never never never felt this way before hey come a little closer baby baby baby wanna steal your heart away arre gore gore mukhde chaand ke tukde kaali kaali zulfein neeli neeli aankhen arre gore gore mukhde be my love chaand ke tukde be my love kaali kaali zulfein be my love neeli neeli aankhen be my love khaab dikhaade raah bhula de hosh uda de sab ke chain mita de tan sulga de mann mein de masti ghol rock n roll soniye dole ye mann tere liye rock n roll soniye kabhi tu bhi to mere sang dol rock n roll soniye dole ye mann tere liye rock n roll soniye kabhi tu bhi to mere sang dol ye lachkile se tan ye balkhaate badan pehle dil hai maangte phir maangte hain jaan ye rangeen bijliyaan ye jaadu garniyan dekhin hai sau baar par hoon aaj bhi hairan oh dekho aaye oh dekho jaaye kis naaz se nakhre se jhoom ke apsraayein haseenayein ik pal ko jo dekhle ghoom ke saare zamaana ho deewaana duniya gire kadmon pe phir bhi ye pariyaan husn
rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paaoge nahin yaad karoge main jo na hoon to rooth na jaana tum se kahoon to meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam mujhse bolo ya na bolo mujhko dekho ya na dekho ye bhi mana mujhse milne aaoge nahin saare sitam hanske main sahoon to rooth na jaana tum se kahoon to prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar unchi neechi neechi unchi neechi unchi unchi neechi lehron mein tum dekhoon kaise aaoge nahin main in leheron mein jo bahoon to rooth na jaana tum se kahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paooge nahi rooth na jaana tum se
hmm hmm hmm hmm hmm hmm saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye dil se tanhaayi ka dard jeeta kya kahen hum pe kya kya na beeta dil se tanhaayi ka dard jeeta kya kahen hum pe kya kya na beeta tum na aaye magar jo gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain ghum ki raaten tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain ghum ki raaten tumse milne ke din to gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye koi shikwa na koi gila hai tumse kab humko ye ghum mila hai koi shikwa na koi gila hai tumse kab humko ye ghum mila hai haan naseeb apne hi so gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye
sach ye hai bekaar humein ghum hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai jo chaaha tha duniyaan mein kam hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai dhalta suraj phaila jangal rastaa gum dhalta suraj phaila jangal rastaa gum hamse poochho kaisa aalam hotaa hai hamse poochho kaisa aalam hotaa hai hoooo ghairon ko kab fursat hai dukh dene ki jab hota hai koi humdam hotaa hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai zakhm to humne in aankhon se dekhe hain ho oo zakhm to humne in aankhon se dekhe hain logon se sunte hain marham hotaa hai logon se sunte hain marham hotaa hai zehen ki shaakhon par ashaar aa jaate hain zehen ki shaakhon par ashaar aa jaate hain jab teri yaadon kaa mausam hotaa hai jab teri yaadon kaa mausam hotaa hai jo chaaha tha duniyaan mein kam hota hai sach ye hai bekaar humein ghum hota hai
sharmili aankhon ne neechi nigaahon ne chupke se ye keh diyaaaa sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida magar poshida poshida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho ye jo muhabbat hai jaise qayaamat hai dekho to kya ho gayaaaa ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi khaabida khaabida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho magar poshida poshida magar poshida poshida ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi khaabida khaabida sanam tum hum pe marte ho muhabbat tum bhi karte ho suna hai tum to ho deewane suno to mere dil ke taraane suna ke phir lage dohraane sune hai tumne kab ye fasaane tum ko sunaane hai kya wo kahaani hai hum ko hai iska pataaaa inhin baaton ne chheena dil hansi jalwe adaa qaatil nazar dusdeeda dusdeeda nazar dusdeeda dusdeeda ke dekhe khaab hai jab se humari aankhen hai tab se badi khaabida khaabida badi
sandese aate hain humein taddpaate hain tu chitthi aati hai woh poochhe jaati hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai sandese aate hain humein taddpaate hain tu chitthi aati hai woh poochhe jaati hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai kisi dilwaali ne kisi matwaali ne humein khatt likkha hai ke humse poochha hai kissi ki saason ne kissi ki dhadkan ne kissi ki choodi ne kissi ke kangan ne kissi ke kajjre ne kissi ke gajjre ne mahekti subaahon ne machalti shaamon ne akeli raaton ne adhhoori baaton ne tarasti baahon ne aur pooccha hai tarsi nigghahon ne ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye dil soona soona hai ke ghar kab aaooge ke ghar kab aaooge likkho kab aaooge ki tum bin ye ghar soona soona hai mohabbat walon ne humare yaaron ne humein ye likha hai ke humse poochha hai humare gaon ne aam ki chaoon ne purane peepal ne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Paayaley Chhunmun Chhunmun Virasat (1998) 06:52 21078
 
Poster of Virasat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik, S P Venkatesh
Singer- 
Kumar Sanu, Chitra
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Tabu, Pooja Batra
Duration : 06:52   Song Number : 21078   

Palkon Ke Tale Sailaab (1990) 05:16 15156
 
Poster of Sailaab (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Aditya Pancholi
Duration : 05:16   Song Number : 15156   

Panchhi Nadiyaa Pawan Ke Jhonke Refugee (2000) 08:46 21085
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 08:46   Song Number : 21085   

Phir Bhi Dil Hai Hindustani Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 03:56 16813
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 03:56   Song Number : 16813   

Phir Nazar Se Pila Dijiye Jagjit Singh 07:56 35958
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Jagjit Singh
Duration : 07:56   Song Number : 35958   

Pretty Woman Kal Ho Naa Ho (2003) 05:52 16811
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Preity Zinta
Duration : 05:52   Song Number : 16811   

Pyaar Mujh Se Jo Kiya Saath Saath (1982) 04:47 21131
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Deepti Naval, Others
Duration : 04:47   Song Number : 21131   

Pyaara Sa Gaon Zubeidaa (2001) 05:37 36152
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 36152   

Pyar Hua Chupke Se 1942 A Love Story (1993) 05:14 21125
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Raag- 
Des
Duration : 05:14   Song Number : 21125   

Raat Ki Hatheli Par Refugee (2000) 06:57 21142
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Udit Narayan, Chorus
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan
Duration : 06:57   Song Number : 21142   

Raat Mehke To Yun Bhi Mrityudand (1997) 04:42 15348
 
Poster of Mrityudand (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:42   Song Number : 15348   

Radha Kaise Na Jale Lagaan (2001) 04:58 16803
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:58   Song Number : 16803   

Raftaa Raftaa Namastey London (2007) 04:45 11152
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Akshay Kumar
Duration : 04:45   Song Number : 11152   

Rim Jhim Rim Jhim 1942 A Love Story (1993) 05:21 21166
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 05:21   Song Number : 21166   

Rock N Roll Soniye Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 05:41 16904
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:41   Song Number : 16904   

Rooth Na Jaana 1942 A Love Story (1993) 03:18 21174
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 03:18   Song Number : 21174   

Saare Sapney Alka Yagnik 04:07 39152
 
Poster of Alka Yagnik
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 04:07   Song Number : 39152   

Sach Ye Hai Bekaar Humein Jagjit Singh 05:38 38976
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:38   Song Number : 38976   

Sanam Tum Hum Pe Wajood (1998) 06:21 14702
 
Poster of Wajood (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Nana Paatekar
Duration : 06:21   Song Number : 14702   

Sandese Aate Hain Border (1997) 09:38 18664
 
Poster of Border (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Akshay Khanna, Sunny Deol
Duration : 09:38   Song Number : 18664   
Karaoke Songs of javed akhtar, Sad Songs of javed akhtar, Love Songs of javed akhtar, Dance Songs of javed akhtar, Hip-hop songs of javed akhtar, Best songs of javed akhtar, Super hit songs of javed akhtar, hit songs of javed akhtar, duet songs of javed akhtar, solo songs of javed akhtar, old songs of javed akhtar, famous songs of javed akhtar, Hindi Karaoke Songs of javed akhtar, Hindi Sad Songs of javed akhtar, Hindi Love Songs of javed akhtar, Hindi Dance Songs of javed akhtar, Hindi Hip-hop songs of javed akhtar, best Hindi songs of javed akhtar, super hit Hindi songs of javed akhtar, hit Hindi songs of javed akhtar, duet Hindi songs of javed akhtar, solo Hindi songs of javed akhtar, old Hindi songs of javed akhtar, famous Hindi songs of javed akhtar, Sing Along Songs of javed akhtar, Sing Along Sad Songs of javed akhtar, Sing Along Love Songs of javed akhtar, Sing Along Dance Songs of javed akhtar, Sing Along Hip-hop songs of javed akhtar, Sing Along Best songs of javed akhtar, Sing Along Super hit songs of javed akhtar, Sing Along hit songs of javed akhtar, Sing Along duet songs of javed akhtar, Sing Along solo songs of javed akhtar, Sing Along old songs of javed akhtar, Sing Along famous songs of javed akhtar